Оригинален текст
Asoka
(2001)
Abhijeet Bhattacharya &Chitra
--Abhijeet --
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin...(2)
Tera Nashila Badan
Baahon Ne Chhoda Nahin
Aankhen To Kholi Magar
Sapna Woh Toda Nahin
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
--chitra--
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin...
Tere Bina Bhi Kabhi
Tujhse Machal Leti Hoon
Karvat Badalti Hoon To
Sapna Badal Leti Hoon ..(2)
Tera Khayal Aaye To
Balkhake Pal Jaata Hai
Paani Ke Chaadar Tale
Dum Mera Jal Jaata Hai
Haan Wohi Woh Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin...
--abhijeet--
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin
Tere Gale Milne Ke
Mausam Bade Hote Hain
Janmon Ka Vaada Koi
Yeh Gham Bade Chhote Hain ..(2)
Lambi Si Ek Raat Ho
Lamba Sa Ek Din Mile
Bas Itna Sa Jeena Ho
Milan Ki Ghadi Jab Mile
Haan Wohi Bas Wohi
Saason Pe Rakha Hua Tere Hoton Ka
Sapna Abhi Hai Wahi
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin...
--chitra--
Raat Ka Nasha Abhi
Aankh Se Gaya Nahin