Оригинален текст
(Sadhna Sargham and Abhijeet)
log kehte hain yahaan ishq jise
aisa lagta hai bewafai hai
deewani deewani..
deewani deewani..
deewani deewani..
deewani deewani..
mujhe laakh samjhaaya
dil ne mere
mujhe laakh samjhaaya
dil ne mere
magar maine dil ki na maani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani
mujhe laakh samjhaaya
dil ne mere
haan magar maine dil ki na maani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani
main deewana hoon in adaon ka
maine to pyaar kiya hai tum se
zindagi bhar tumhe hi chaahunga
maine iqraar kiya hai tum se
main bhi saajan
tumhaari chaahat mein
saari duniya
ko bhool jaaungi
saath seh loongi saare
dard aur ghum
dil ki rishte
ko main nibhaungi
deewani deewani..
deewani deewani..
bhulaungi kaise
bhala mere saajan
mohabbat bhari
ye nishaani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani deewani..
deewani deewani deewani..
neend jab tootegi to
hosh mein aaungi main
kaun hai kaisa hai wo
sab ko batlaungi main
saari duniya ke aage
kissa ye aam kar ke
jaungi is mehfil se
us ko badnaam kar ke
us ne dil toda mera
us ka dil tod doongi
wo na samjhe ke
us ko aise hi chhod doongi
maine us bewafa
ko pooja hai
maine to pyaar
sirf pyaar kiya
do jahaan ko
bhula ke maine to
apne dilbar pe
jaan nisar kiya
kabhi sochti hoon
jo main beeti baaten
barasta hai aankhon se paani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani
deewani main deewani
sajan ki deewani